Thursday, June 3, 2010

bhool




baat karna na koi dil ko dukhane ki,
toot jaye na kasam saath nibhane ki
zindagi tujhse bichad kar to guzar jayegi,
par mushkial hai baat tujhe bhool jane ki.

-- .

Tuesday, June 1, 2010

Jeene ke doo hi raste hai


 

Unhe pyar karna nahi aata

Hame pyar ke siwa khuch nahi aata

Jeene ke doo hi raste hai

Ek unhe nahi aata Ek hame nahi aata

Who hamare siwa sabse milte hai

Or hame Kisi or se hath milana nahi aata

Unhe hota nahi yakeen hamare pyar per

Or hame dil cheer ke dikhana nahi aata

Who bhool jate hai hamara chera ek pal mai

Or hame unki yaad KO bhulana nahi aata

 
 

--

Saturday, May 29, 2010

yeh jo halka halka saroor hai



Meri wafaien yaad karo ge, Meri wafaien yaad karo ge, 
Rooge ge fariyaad karo ge, Rooge ge fariyaad karo ge, 
mujhko toh barbaad kiya hai, mujhko toh barbaad kiya hai, 
Aur kise barbaad karo ge, Aur kise barbaad karo ge,